About this video

Passion dhundo

Apne andar chhupe talent ko pehchano! | Apna Passion Kaise Pehchane?

Kya aap jaante hain ki aapke andar bhi koi aisi khasiyat hai, jo aapko doosron se alag banati hai?

Zaroori nahi ki aap wahi karein jo duniya aapse karne ko kehti hai. Kabhi khud ko samajhne ki koshish kijiye, apni pasand ko waqt dijiye aur dekhiye ki kaunsa kaam aapko baar-baar karne ki prerna deta hai.

Yaad rakhiye, aapka passion sirf woh nahi hai jismein aap achhe hain, balki woh bhi hai jise seekhne aur behtar banne ki aapke andar sachchi ichha hai.

Khud ko pehchano, apni khasiyat ko nikhaaro aur apni alag pehchaan banao!

Description written by Dhimahi Talks for YouTube. Found a mistake? Tell us; see our research standards.

और देखेंRelated videos

More in Youth, Education & Knowledge

जिज्ञासा कभी खत्म नहीं होतीCurious minds. Meaningful conversations. Endless learning.

Every new explainer appears first on the Dhimahi Talks YouTube channel. Subscribe so you don't miss the next one.